pardesi tum kaun kaha se aaye ho
do pal ki pahchan me man ko itne bhaye ho
anjane tum kaun nain me chhaye ho
do pal ki pahchan me man ko itne bhaye ho
pardesi tum kaun
mera phulo ka desh jaha chandi ka
cham cham chamke gagan
aur sone si ujli zami hai
mera phulo ka desh jaha chandi ka
cham cham chamke gagan
aur sone si ujli zami hai
tujhe dekha to ab mujhe aisa laga
waha teri hi ek bas kami
anjane tum kaun nain me chhaye ho
do pal ki pahchan me man ko itne bhaye ho
pardesi tum kaun
tera sapno ka desh jaha pariya
bhi chham chham nache gagan
rup rango ki jhanki rahi hai
tera sapno ka desh jaha pariya
bhi chham chham nache gagan
rup rango ki jhanki rahi hai
tera chanda ka mukhda ye chamke jaha
tera chanda ka mukhda ye chamke jaha
waha poonam ke siva kuch nahi
pardesi tum kaun kaha se aaye ho
do pal ki pahchan me man ko itne bhaye ho
anjane tum kaun nain me chhaye ho
do pal ki pahchan me man ko itne bhaye ho
pardesi tum kaun
mukesh suman ka eak sundar gana