aayi main to aayi nazro ke
aanjane ek jaha se
layi main to layi baharo ke
afsane wahan se
na na na mujhe choona na
dur hi rehna pari hun main
aaye koi meri panaho me
le jaye ye nazare
dekhe koi meri nigahon me
pehchane ye nazare
na na na choona na
dur hi rehna pari hun main
phoolo me jo noor hai
mera hi suroor hai
aankho me guroor hai
mera hi kasoor hai
thoda sa karar hai
thoda sa khumaar hai o ho
kiska inzar hai kaisa intzar hai
koi to aisa ho
saanson ko meri mehka jaye
aayi main to aayi nazro ke
aanjane ek jaha se
layi main to layi baharo ke
afsane wahan se
na na na mujhe choona na
dur hi rehna pari hun main
dheemi dheemi dhadkane
mithi mithi ujhane o ho
jo bhi mere pass hai
mere lie khas hai
dekho meri aarzoo
baethi mere rubru
dekho meri justju
bikhri hai charsu
koi to aisa ho
aake mera dil le jaye
aayi main to aayi nazro ke
aanjane ek jaha se
layi main to layi baharo ke
afsane wahan se
na na na mujhe choona na
dur hi rehna pari hun main