aai main to aai nazaro ke
anjane ek jahan se
layi main to layi bahaaro ke
afsaane bhi waha se
na na mujhe chhuna na door rakhna
pari hun main
aye koi meri panaho le jaye ye nazare
dekhe koi meri nigaaho me pahchane ye ishaare
na na mujhe chhuna na door hi rakhna
pari hun main
pari hun main, mujhe na chhuna
pari hun main
phoolo me jo noor hai mera hi surur hai
aankho me gurur hai khamo ka kasur hai
thoda sa karar hai thoda sa fumar hai
kiska intzaar hai kaisa intzaar hai
koi to aisa ho sanso ko meri mahka jaye
aai main to aai nazaro ke
anjane ek jahan se
layi main to layi bahaaro ke
afsaane bhi waha se
na na mujhe chhuna na door rakhna
pari hun main
pari hun main, mujhe na chhuna
pari hun main
dheemi dheemi dhadkane mithi mithi uljhane
jo bhi mere paas hai mere liye khas hai
dekho meri aarzu baithi mere rubaru
kaisi meri zustazu bikhri hai char soo
koi to aisa ho aake jo mera dil le jaye
aai main to aai nazaro ke
anjane ek jahan se
layi main to layi bahaaro ke
afsaane bhi waha se
na na mujhe chhuna na door rakhna
pari hun main
pari hun main, mujhe na chhuna
pari hun main
Paree Hoon Main (Suneeta Rao)- a good combination of melody and nice music
composition. I am speechless before your voice. I do not understand why it
is so late to upload this beautiful song after a long time.