are aa re aa kamla 
hasina bimla rukshana 
dikha denge stron ko aaina 
rang barse 
rang barse bhige, badan vali rang barse 
are maro aisi pichkari, teri bhigi angiya 
meri dhanno meri dhaniya o 
rang barse bhige, badan vali rang barse 
rang barse bhige, badan vali rang barse 
baithi hain kaahe angnva me chhup ke 
are baithi hain kaahe angnva me chhup ke
pyasa hain tera yaar 
nikal ghar se rang barse 
o rang barse bhige, badan vali rang barse 
koi jab tumhari kamar tod de 
tadpta bilkhta tumhe chhod de 
tam tum mere paas aana priye 
ye clinic khula hain 
khula hi rahega tumhare liye 
koi jab tumhari kamar tod de 
main ka karu ram mujhe ganja mil gaya 
main ka karu ram mujhe ganja mil gaya 
aay hay ganja mil gaya 
oye hoye ganja mil gaya 
sab gaye bazar, mera ganja bhi chala gaya 
sab gaye bazar, mera ganja bhi chala gaya 
maangi thi tarkari, rua ganji leke aa gaya 
jina hua haram mujhe ganja mil gaya 
main ka karu ram mujhe ganja mil gaya 
aay hay ganja mil gaya 
oye hoye ganja mil gaya 
kare kya bechari 
ho kare kya bechari 
ye to hain kismat ki maari 
o raam teri ganga maili ho gayi 
sadoyon ki mail dhote dhote 
o raam teri ganga maili ho gayi 
sadoyon ki mail dhote dhote 
chunari gote ki, o yaari mote ki 
ho chunri gote ki, o yari mote ki 
ho chhat tut diye te tut jaave 
chunari gote ki, o yaari mote ki 
ho chunri gote ki, o yari mote ki 
are daru ke do ghunt chadhakar 
muh me paan dabaaye 
are aisa na ho thokar khakar 
naali me na gir jaye 
are jara sambhal kar bhaiya 
o khayike paan tambaaku waala 
o khayike paan tambaaku waala 
re banke amitaabh ka saala 
o khayike paan tambaaku waala 
re banke amitaabh ka saala 
baandh ke ardan me rumaal 
sabse jhagde kare dhamaal 
o chhora andar baahar vaala 
o chhora andar baahar vaala 
o chhora andar baahar vaala 
o chhora andar baahar vaala o 
saayad apni shaadi ka khyaal 
saayad apni shaadi ka khyaal 
khopadi me aaya hain, isiliye daidi ne mere 
teri mummy ko bulaya hain 
saayad apni shaadi ka khyaal 
khopadi me aaya hain, isiliye daidi ne mere 
teri mummy ko bulaya hain 
aenna aenna aenna aenna ho ho 
main hun hira tu hain panna 
aenna aenna aenna aenna ho ho 
pyaar jo mera shaadi chumma 
chumma chumma chumma, de de mujhko chumma 
are chumma chumma chumma, le le mera ek chumma 
aenna aenna aenna aenna ho ho 
main hun hira tu hain banna 
are jaa re jaa maati mile 
are aankh maare 
are aankh maare, kauva kaate 
kale kauve se dariyo 
tumhe mithun se pitvaaungi, tum dekhte rahiyo 
tumhe mithun se pitvaaungi, tum dekhte rahiyo 
are aankh maare 
are aankh maare, kauva kaate 
kale kauve se dariyo 
tumhe mithun se pitvaaungi, tum dekhte rahiyo 
tumhe mithun se pitvaaungi, tum dekhte rahiyo
tumhe mithun se pitvaaungi, tum dekhte rahiyo 
are tumhe mithun se pitvaaungi, re tum dekhte rahiyo
