Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Paubarah Paubarah Pyar Me Paubarah
4.00 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Paubarah Paubarah Pyar Me Paubarah - पौबारा पौबारा प्यार में पौबारा
paubara paubara, paubara pyar me paubara
paubara paubara, paubara pyar me paubara
paubara paubara kabhi jita
kabhi ye dil hara, pyar me paubara

danv laga le jo ho so ho
nain mila le himmat na kho
jhum jhum ke khel diwane
nahi laut ke aane fir aise jamane
ab chhod bahaane aa
kismat ko bana le aa, ek daav laga le aa
paubara paubara, paubara pyar me paubara
paubara paubara kabhi jita
kabhi ye dil hara, pyar me paubara

haar hui to pachhataana kya
jeet hui to itrana kya
haar jeet kismat ke ishare
kabhi vare kabhi nayare, kabhi raam se pyare
kabhi takdeer pukaare aa
haste hai sitaare aa, najaro ke sahaare aa
paubara paubara, paubara pyar me paubara
paubara paubara kabhi jita
kabhi ye dil hara, pyar me paubara

hera feri do din ki hai
raat andheri do din ki hai
dekh bhai samne aana bada bura hai jamana
yuhi dil na lutana ye hai khel puarana
ab kya ghabrana aa, lutata hai khajana aa
paubara paubara, paubara pyar me paubara
paubara paubara kabhi jita
kabhi ye dil hara, pyar me paubara
paubara paubara kabhi jita
kabhi ye dil hara, pyar me paubara
lyrics of song Paubarah Paubarah Pyar Me Paubarah
Comments on song "Paubarah Paubarah Pyar Me Paubarah"
saraansh on Friday, September 07, 2012
According to Geet Kosh, four of the six songs in the movie were composed by
Bipin-Babul while Jaidev composed the remaining two. "Tu kya samjhe tu kya
jaane" and "Pau barah ..." were composed by Jaidev.
trinidad526 on Friday, September 07, 2012
Thank you for this info...Will include it with all the songs from this movie
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Raat Ke Raahi (1959)
Shammi Kapoor, Anwar, Iftekhar, Nazir Hasain, Achla SachdevAsha Bhosle, Mohammed RafiVishwamitra AdilBipin Babul, JaidevHaseemRaat Ke Raahi at IMDB      Raat Ke Raahi at YouTube     |    Raat Ke Raahi at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type