Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Masti Bhare Geet
Video of this song from youtube
Lyrics of Pee Ke Aur Pyas Badhi, Saare Tan Me Aag Lagi - पी के और प्यास बढ़ी, सारे तन में आग लगी है
pee ke aur pyas badhi sare tan me aag lagi haye
aur na pilao mujhe pagal na banao
meri aanhko se aankhe na milao
aur na pilao mujhe pagal na banao

ek to nashe me chur hota hai shabab
uspe hai gajab tumhari aankho ki sharab
ek to nashe me chur hota hai shabab
uspe hai gajab tumhari aankho ki sharab
hone lagi dil ki tamnnaye benakab mitha mitha dard utha haye
tikha tikha teer chubha haye aur na pilao mujhe pagal na banao
meri aanhko se aankhe na milao
aur na pilao mujhe pagal na banao

dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo
mere samne se ab ye jam uthalo
dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo
mere samne se ab ye jam uthalo
thodi der ke liye baho me chupalo pike or pyas badhi haye
sare tan me aag lagi haye aur na pilao mujhe pagal na banao
meri aanhko se aankhe na milao
aur na pilao mujhe pagal na banao

dard ki awaz dabayi na jayegi
dil ki jalan aise mitayi na jayegi
aag se to aag buhjayi na jayegi
mitha mitha dard utha haye
tikha tikha teer chubha haye
aur na pilao mujhe pagal na banao
meri aanhko se aankhe na milao
aur na pilao mujhe pagal na banao
lyrics of song Pee Ke Aur Pyas Badhi, Saare Tan Me Aag Lagi
Comments on song "Pee Ke Aur Pyas Badhi, Saare Tan Me Aag Lagi"
atulinus on Monday, January 23, 2012
If u have 'Dus paise mein Ram lelo' sung by Hemlata plz upload it thanks.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ek Phool Ek Bhool (1968)
Dev Kumar, Jayanti, K N Singh, Zeb Rehman, Madan Puri, HelenAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, HemlataIndeevarUsha KhannaKidar KapoorEk Phool Ek Bhool at IMDB      Ek Phool Ek Bhool at YouTube     |    Ek Phool Ek Bhool at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type