pahle to kabhi kabhi gam tha
ab to har pal hi teri yad satati hai
ab to har pal hi teri yad satati hai
pahle to kabhi kabhi gam tha
ab to har pal hi teri yad rulati hai
ab to har pal hi teri yad rulati hai
pahle to kabhi kabhi gam tha
magar ye dard judai hai har ghadi ab
magar ye dard judai hai har ghadi ab
pahle to kabhi kabhi gum tha
magar ye dage judayi hai har ghadi ab
magar ye dage judayi hai har ghadi ab
mai tujhse kaise kahu ye bata
ke teri yad ke sahare ji raha hu
ke teri yad ke sahare ji raha hu
mai tujhse kaise kahu ye bata
ke gum ke aasuo ko khud hi pee raha hu
ke gum ke aasuo ko khud hi pee raha hu
mai tujhse kaise kahu ye bata
na mar dale teri bewafai mujhko
na mar dale teri bewafai mujhko
mai tujhse kaise kahu ye bata
na mar dale kahi ye judai mujhko
na mar dale kahi ye judai mujhko
aye pagli tu kyu ro rahi hai
ke gum to mujhko uthana hai judai ka
ke gum to mujhko uthana hai judai ka
aye pagli tu kyu ro rahi hai
tere liye to shama hai ye sahnai ka
tere liye to shama hai ye sahnai ka
aye pagli tu kyu ro rahi hai
ke gaw chodna hai mere mukkadar me
ke gaw chodna hai mere mukkadar me
aye pagli tu kyu ro rahi hai
ke umar gujregi ab meri ye safar me
ke umar gujregi ab meri ye safar me
This song is actually a translation from pashto song which sung by Haroon Baadshah. Rahim Shah Translated this in Urdu and he sung it very well.