hum khade hain pairo pe apne
phir bhi na jane kyu tute unke sare sapne
chal pade to roke na ruke
pinjare se panchhi ud jaye koi pakad na sake
humpe na yakeen hain na hain aitbaar
humto har kadam pe karte hai hoshiyar
humpe to yakeen to karlo aitbaar
mana hum naadan the par ab hain jimmedar
pahchan lo hume jan lo hume
kal kya ho ye kisne jana hain
arey kal ki chinta kar kar ke nahi aaj gawana hain
aaj hum hain humse ye zamana hain
aane wali har mushkil ko humse takrana hain
humpe na yakeen hain na hain aitbaar
humto har kadam pe karte hai hoshiyar
humpe to yakeen to karlo aitbaar
mana hum naadan the par ab hain jimmedar
pahchan lo hume jan lo hume
do din ki jindagi do pal ki jawani hain
phir kyu hairanagi ye sadiyon purani kahani hain
pahchan lo humpe na yakeen hain na hain aitbaar
hume jan lo
humto har kadam pe karte hai hoshiyar
humpe to yakeen to karlo aitbaar
mana hum naadan the par ab hain jimmedar
pahchan lo hume jan lo hume
humpe na yakeen hain na hain aitbaar
humto har kadam pe karte hai hoshiyar
humpe to yakeen to karlo aitbaar
mana hum naadan the par ab hain jimmedar
pahchan lo