Video of this song from youtube
Lyrics of Pehla Pehla Pyar Ka Ishara, Kaho Ji Dekha Hai Kabhi - पहला पहला प्यार का इशारा, कहो जी देखा है कभी
pahla pahla pyar ka ishara, kaho ji dekha hai kabhi
dil lutne ka ka ye najara, kaho ji ekha dekha hai kabhi
chand ke pahlu me tara, kaho ji dekha hai kabhi
apne sine dil hamara, kaho ji dekha hai dekha kabhi

dil ka kam dhadkana hai, ye yu to roz dhadkta hai
haye wo dhadkan jis dil shola, pyar ka dil me bhadkata hai
jo bas na chale to dil ye kahe, wo hara mai hara mai hara
chand ke pahlu me tara, kaho ji dekha hai kabhi
apne sine dil hamara, kaho ji dekha hai dekha kabhi

pyar to ek bahti nadiya hai, isko kaun bhala roke
raz ye samjhe to wo hi samjhe, batiha hai jo dil khoke
ye dil to hai kab se tumhara, tumhara tumhara tujmhara
pahla pahla pyar ka ishara, kaho ji dekha hai kabhi
dil lutne ka ka ye najara, kaho ji ekha dekha hai kabhi

dhire dhire bat karo ye sokh hawaye sun lengi
chaman chamna me kali kali se, raz hamara kah dengi
karega bhawra sabhi se chrcha, hamara hamara hamara
chand ke pahlu me tara, kaho ji dekha hai kabhi
apne sine dil hamara, kaho ji dekha hai dekha kabhi
pahla pahla pyar ka ishara, kaho ji dekha hai kabhi
dil lutne ka ka ye najara, kaho ji ekha dekha hai kabhi
lyrics of song Pehla Pehla Pyar Ka Ishara, Kaho Ji Dekha Hai Kabhi
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
College Girl (1960)
Shammi Kapoor, Om Parkesh, Tabassum, VyjayantimalaMohammed Rafi, Lata MangeshkarRajindra KrishanShankar JaikishanT Prakash RaoCollege Girl at IMDB      College Girl at WikipediaCollege Girl at YouTube     |    College Girl at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type