khilkhila ke teri baahe dhadkano pe yu chhaye
keh rahi aaj dekho phir se aaya wo mausam
ek duje me samaye, chahat ki garmi laaye
kho jayenge yu hum tum, phir se aaya wo mausam
hontho se apne amrit ghula de
chahat ki nadiya mujh par baha de
thoda tadapne do, aag lagne do
jo chaahe saza do
bas tadapne do, jalte dikhne do
nazre milaa do
tufan utha dil me kaisa
rang dekha na pehla aisa
aankho pe kohre ki chadar hai
mai kya kahu kuchh to rehbar hai
dil mera kuch keh na sake
bin tere ab ye reh na sake
bas tum ho aur sard raate
hoti rahe yunhi pyari baate
khilkhila ke teri baahe dhadkano pe yu chhaye
keh rahi aaj dekho phir se aaya wo mausam
ek duje me samaye, chahat ki garmi laaye
kho jayenge yu hum tum, phir se aaya wo mausam