phir damna-e-ummid ho 
phulo se bhar gaya 
phir damna-e-ummid ho 
phulo se bhar gaya 
jaadu bhari nigah se
jaadu sa kar gaya 
phir damna-e-ummid ho 
bas dekhte hi dekhte 
duniya badal gayi 
bas dekhte hi dekhte 
duniya badal gayi 
kuch sochte hi sochte 
chehra utar gaya 
kuch sochte hi sochte 
chehra utar gaya 
phir damna-e-ummid ho 
betab bekarar tha 
pahle hi dil bahut
betab bekarar tha 
pahle hi dil bahut
tera khayal or bhi 
betab kar gaya 
tera khayal or bhi 
betab kar gaya 
phir damna-e-ummid ho
ek bekhudi ka naam 
mohabbat hai dosto 
ek bekhudi ka naam 
mohabbat hai dosto 
chahat mein kisko hosh hai 
kya kya gujar gaya 
chahat mein kisko hosh hai 
kya kya gujar gaya 
phir damna-e-ummid ho
kuch bhi pata nahi hai
mohabbat me in dino 
kuch bhi pata nahi hai
mohabbat mein in dino 
kab raat subha ban gayi 
kab din gujar gaya 
kab raat subha ban gayi 
kab din gujar gaya 
phir damna-e-ummid ho
phulo se bhar gaya 
jaadu bhari nigah se
jaadu sa kar gaya 
phir damna-e-ummid ho
phir damna-e-ummid ho