mukhtasar baat hai sunle zara
zindagi bewajah tere bina
sard raato ki woh bhigi tanhaaiya
mere aashiya ko in barisho ne jala diya
phir teri yaad aaye kyu, phir teri yaad aaye kyu
teri yaad aaye kyu, phir teri yaad aaye kyu
na jaane kyun aise mujhe chhod ke ab woh chal diye
khamosh lamho me kahi
raste juda jab kar diye, rishte bhi to jab na rahe
phir kyun woh jaake dur roye
ho tere naina, tere naina, tere naina
roye naina tere naina naahi chaina
phir teri yaad aaye kyu, phir teri yaad aaye kyu
phir teri yaad aaye kyu, phir teri yaad aaye kyu
dard karu kaise bayan, sadiyo ka hai yeh imtehan
teri hi chahat ka asar
shayad wafa me thi kami, milke bhi jo na mil saki
rog judai ka hai sehna
oh kaise main bataau tere bin kya ban gaya
jaane kyun bana tu mere jeene ki wajah
phir teri yaad aaye kyu, phir teri yaad aaye kyu
phir teri yaad aaye kyu, phir teri yaad aaye kyu