Lyrics of Phir Wohi Sham Wohi Gham Wohi Tanhai Hai - फिर वो ही शाम वो ही ग़म वो ही तन्हाई है
Phir Wohi Sham Wohi Gham Wohi Tanhai Hai
dil ko samjhaye teri yaad chali aayi hai
Phir Wohi Sham Wohi Gham Wohi Tanhai Hai
dil ko samjhaye teri yaad chali aayi ha
phir wo hi shaam
phirteri zulf ki ruksaar ki baateinhogi
hiraz ki raat magar pyar ki baatein hogi
phir mohabbat mein tadapane ki kasam khayi hai
Phir Wohi Sham Wohi Gham Wohi Tanhai Hai
dil ko samjhaye teri yaad chali aayi ha
phir wo hi shaam
phir tahusar tere pehlu mein bitha jayega
phir tahusar tere pehlu mein bitha jayega
phir gaya waqt gadi bhar ko palat aayega
dil bahel jayega akhir ko to sodhai hai
Phir Wohi Sham Wohi Gham Wohi Tanhai Hai
dil ko samjhaye teri yaad chali aayi ha
phir wo hi shaam
jaani ab tujse mulaqat kabhi ho ke naa ho
jaani ab tujse mulaqat kabhi ho ke naa ho
jo adhuri rahe wo baat kabhi ho ke naa ho
meri manjil teri manjil se bichad aayi hai
Phir Wohi Sham Wohi Gham Wohi Tanhai Hai
dil ko samjhaye teri yaad chali aayi ha
phir wo hi shaam
Dhanyavaad, Khurram Sahib. A superb song. Talat Sahib is the true prince of
ghazals. I'm wondering if you or anyone else has the more complete version
of this song with the missing stanza, as follows:
Phir teri zulf ki ruksaar ki baatein hongi
Hizr ki raath magar pyaar ki bathein hongi
Phir mohabbat ne thadapne ki kasam khaayi hein
I would love to see the more complete version uploaded. Thanks,.
Dr Sudevan / Wisconsin, USA