phool kisi ke, haar kisi ka
chain utha kar dekhun baalam nach raha hai
pyar kisi ka, nach raha hai pyar
bandhi hui thi in aankho se
in aankho se dor
aaj nahi aisi balmi hai
nahi gai kisi aur
idhar bhi dekho ruthe sajan
tut gaya hai taar, kisi ka tut gaya hai taar
idhar bhi dekho ruthe sajan
tut gaya hai taar, kisi ka tut gaya hai taar
phool kisi ke, haar kisi ka
chain utha kar dekhun balam nach raha hai
pyar kisi ka, nach raha hai pyar
chahe ghir ghir aaye badariya
kabhi na chhodu hath
chahe badle rahe nazariya
kabhi na chhute sath
ho bairi ho bairi
o bairi kyu badal rahe ho
sapno ka sansar, kisi ka sapno ka sansar
o bairi kyu badal rahe ho
sapno ka sansar, kisi ka sapno ka sansar
phool kisi ke, haar kisi ka
chain utha kar dekhun balam nach raha hai
pyar kisi ka, nach raha hai pyar
tumhe manao nachi gaun, sunlo ji muskan
piya tumhare charno par chand sitare laau
piya main chand sitare laau
o nirmohi o nirmohi
o nirmohi kyu karte ho jina bhi bekar
kisi ka jina bhi bekar
o nirmohi kyu karte ho jina bhi bekar
kisi ka jina bhi bekar
phool kisi ke, haar kisi ka
chain utha kar dekhun balam nach raha hai
pyar kisi ka, nach raha hai pyar
First time heard this one.many thanks for the upload...