dekho baag me dekho, kali kali hansti hain 
charo ore nasha hain, masti hi masti hain 
dil me aag lagake, julmi hamse ye kahati hain
kahati hain kahti hain, kya 
phoolo ko baharo ne, rangeen banaya hain 
khusbu ke khajaane ko, shakho pe sajaya hain 
o sajana aake gale lag jaa 
o saathi aaja aa aa jaa
phoolo ko baharo ne, rangeen banaya hain 
khusbu ke khajaane ko, shakho pe sajaya hain 
o sajani aake gale lag jaa 
o saathi aaja aa aa jaa
bachpan tha tera bhola, badi shokh jawaani hain 
wo kaisa fasaana tha, ye kaisi kahaani hain 
dil pekate firate hain, aashiq teri raaho me 
teri chaal kayamat hain, jaadu hain nigaaho me 
o jispar hi najar daali, usko hi mitaaya hain 
ho jispar hi najar daali, usko hi mitaaya hian 
o sajana aake gale lag jaa 
o saathi aaja aa aa jaa
fir dil ne jawaani ko, ye kah ke diye sapne 
janmo se jo apana hain, wo apane rahe apane 
saanso me mere sajan, teri saanso ki khushbu hain 
ye tu nahi tu main hu, ye main nahi main tu hain
o o o 
tere pyaar ka nagma hi, mere pyaar nigaaya hain 
tere pyaar ka nagma hi, mere pyaar nigaaya hain
o sajani aake gale lag jaa 
o saathi aaja aa aa jaa
armaan bhatakte hain, chahat bhari raaho me
angdaiyaa mashlti hain, khud husn ki baaho me 
mere haath pakad le tu, baaho me jakad le tu
mausam ka ishara hain, karta kyu kinaara hain
mushkil se samaa ye, apane haath me aaya hain
ho mushkil se samaa ye, apane haatha me aaya hain 
o sajana aake gale lag jaa 
o saathi aaja aa aa jaa
phoolo ko baharo ne, rangeen banaya hain 
khusbu ke khajaane ko, shakho pe sajaya hain 
o sajani aake gale lag jaa 
o sajana aaja aa aa jaa
o sajani aake gale lag jaa 
o sajana aaja aa aa jaa
