Lyrics of Phoolvati Ka Gajra Na Pahna Ho Aisa To Koi Sahar Me Nahi - फूलवती का गजरा ना पहना हो ऐसा तो कोई शहर में नहीं
phulvati haye haye phulvati haye haye phulvati haye haye haye
phulvati ka gajra na pahna ho aisa to koi sheher me nahi
phulvati haye haye phulvati haye haye
phulvati ka gajra na pahna ho aisa to koi sahar me nahi
kabhi na kabhi kahi na kahi chori se
jisne phulvati ka mujra na dekha ho
aisa to koi nagar me nahi phulvati haye haye phulvati
phulvati ka gajra na pehna ho aisa to koi sheher me nahi
inse millo ab inse millo inse millo ab inse millo
inse millo ye hai dhram ke thakedar
ek roj raat dhale faand ke diwaar
mere paas aaye mere leke sone ka haar
maine kaha tum to ho shadi shuda yaar
kehne lage ye biwi hamari kehne lage ye biwi hamari
mayake gayi aji ghar me nahi phulvati haye haye phulvati
phulvati ka gajra na pehna ho aisa to koi sheher me nahi
kis kis ka naam lu ji sab hai yaha
kis kis ka naam lu ji sab hai yaha
ab ye na pucho kab or kaha chhup ke mile mujhse jo nojawa
chhup ke mile mujhse jo nojawa samil hai in me ye budhe miya
muh me nahi ek daat inke muh me nahi ek daat inke
ek baal bhi in ke sir pe nahi phulvati haye haye phulvati
phulvati ka gajra na pehna ho aisa to koi sheher me nahi
meri garibi hai mera kasur meri garibi hai mera kasur
jo chahe mujhko kahlo hazur kar do mere dil ko chur chur
kar do mere dil ko chur chur par apne dil me bhi jhako jarur
tum sab ke dil me jitna zahar hai itna zahar to zahar me nahi
phulvati haye haye phulvati
phulvati ka gajra na pehna ho aisa to koi sheher me nahi
phulvati ka mujra na dekha ho aisa to koi nagar me nahi
phulvati haye haye phulvati phulvati phulvati haye haye
this is a great upload by you hema and hema here is to cherish eternally
with her memorable getup of a hyderabadi tawaiif with her dialect and
mannerisms in the utmost natural depiction -this was the best part in the
movie bravo