phul khile hain gulshan me
tu bhi dekh le mai bhi dekh lu
phul khile hain gulshan me
tu bhi dekh le mai bhi dekh lu
kaun basa hai dhadkan me
tu bhi dekh le mai bhi dekh lu
phul khile hain gulshan me
tu bhi dekh le mai bhi dekh lu
dil ne li hai kyun angdaayi
ho najar hai kyun sharmaayi
kiske mast ishaare pa kar
kiske mast ishaare pa kar
aisi masti chhaayi, aisi masti chhaayi
apne dil ke darpan me
apne dil ke darpan me
tu bhi dekh le mai bhi dekh lu
phul khile hain gulshan me
tu bhi dekh le mai bhi dekh lu
udte baadal kare ishaare aa ja paas hamaae
ham tum mauj udaaye jaise
ham tum mauj udaaye jaise
khele chaand-sitaare, khele chaand-sitaare
pyaar basa kar tan-man me
pyaar basa kar tan-man me
tu bhi dekh le mai bhi dekh lu
phul khile hain gulshan me
tu bhi dekh le mai bhi dekh
kaliyo ne bhi nayi adaa se
ho hai muskaana sikha
bulbul ne koi chhed ke nagma
bulbul ne koi chhed ke nagma
pyaar jataana sikha, pyaar jataana sikha
sab hain apni hi dhun me
sab hain apni hi dhun me
tu bhi dekh le mai bhi dekh lu
phul khile hain gulshan me
tu bhi dekh le mai bhi dekh
''Kaliyon Ne Bhi Nai Aadase,Hai Mushkana Sikha. Bulbul Ne Koi Ched Ke Nagma
Pyar Jatana Sikha, Saab Hai aapni Hi Dhun Mein,Tu Bhi Dekh Le Main Bhi Dekh
Loon. Phool Khile Hai Gulshan Mein.. Tu
Bhi...'' Very sweet,lyrics & impressive music.
Suraiya Ji sings so sweetly in her sweet,soothing,melodious voice. Thanks
Dear Rehma Ji for sharing & making listeners cheerful. THUMBS UP. Love.
Didi.