phul muskuraye kyu chand jagmagaye kyu
jaam khankhanaye kyu ye to bata sakiya
phul muskuraye kyu chand jagmagaye kyu
jaam khankhanaye kyu ye to bata sakiya
ye to bata o sakiya
gesuo ke saye kyu roshni pe chhaye kyu
raat muh chhupaye kyu ye to bata sakiya
ye to bata o sakiya
haye mai kya janu
angur me sharaab hai to kisliye
kamsin ye shabaab hai to kisliye
sathiya teri jhuki nigaah me
is kadar hisab hai to kisliye
jaam tu badaye kyu
jaam tu badaye kyu
jhum kar pilaye kyu
koi ladkhadaye kyu ye to bata sakiya
ye to bata o sakiya
phul muskuraye kyu chand jagmagaye kyu
jaam khankhanaye kyu ye to bata sakiya
ye to bata o sakiya
haye haye mai kya janu
husn me gurur hai to kisliye
aankh me surur hai to kisliye
ye bata de rukh pe tere mahjbin
chandani ka noor hai to kisliye
noor jilmilaaye kyu ho noor jilmilaye kyu
har najar pe chhaye kyu
roshani lutaye kyu ye to bata sakiya
ye to bata o sakiya
phul muskuraye kyu chand jagmagaye kyu
jaam khankhanaye kyu ye to bata sakiya
ye to bata o sakiya
haye mai kya janu