phulo sa chehra tera kaliyo si muskan hai

rang tera dekhke roop tera dekhke kudarat bhi hairan hai

hirni ke jaisi aankhe hai teri, bulbul ke jaisi teri chaal hai

mathe pe tere suraj ki lali, resham ke jaisa tera baal hai
chand sitaro me ek hajaro me tera yaha koi jawab nahi hai
shokh baharo me mehke najaro me baag me bhi aisa gulab nahi hai
khushiyo me tu hai pali har gum se anjan hai
khushiyo me tu hai pali har gum se anjan hai
rang tera dekhke roop tera dekhke kudarat bhi hairan hai
rang tera dekhke roop tera dekhke kudarat bhi hairan hai
sare jahan me faila ujala dharti pe aayi chamak chandani

hotho pe tere gito ki mala, saanso me teri khuli ragini
band bajaunga jhum ke gaunga byah tera hoga baaraat sajegi
sajni sajan honge log magan honge meri duaao se vo raat sajegi
lambi ho teri umar ham sab kaa arman hai
lambi ho teri umar ham sab kaa arman hai
rang tera dekhke roop tera dekhke kudarat bhi hairan hai
rang tera dekhke roop tera dekhke kudarat bhi hairan hai
phulo sa chehra tera kaliyo si muskan hai
rang tera dekhke roop tera dekhke kudarat bhi hairan hai
rang tera dekhke roop tera dekhke kudarat bhi hairan hai
lyrics typed by: neha gupta
@chiragatronacious they are appreciated black friday was a hit taare zameen par was too and so was chak de india and singh is king and welcome are comedy movies its a diff genre then the serious movies your talkinng about there isnt anything wrong with it and its there opinion and choice you shouldn't be offennded by it