Lyrics of Pine Ki Ham Ko Aadat Dukh Men Bhali Lagi Hai - पीने की हम को आदत दुख में भली लगी हैं
peene ki hum ko aadat dukh me bhali lagi hai
dukh me bhali lagi hai
dukh me bhali lagi hai
dukh me bhali lagi hai
gham dil ko kha raha hai may gham ko kha rahi hai
may gham ko kha rahi hai
khilne ke din se pahle hansne ke din se pahle
ae dil jo sukh jaye
ae dil jo sukh jaye kahne ko wo kali hai
kahne ko wo kali hai
itne to garm aansu hote nahi kisi ke
kya bund khun-e-dil ki
kya bund khun-e-dil ki aankho se bah rahi hai
aankho se bah rahi hai
aatho pahar wo hanste din raat hum tadapte
ik wo bhi zindagi hai ik ye bhi zindagi hai
ik ye bhi zindagi hai
peene ki hum ko aadat dukh me bhali lagi hai
dukh me bhali lagi hai
great job done Farrukh by you on the photoclips on the ghazals i seen the
other one too kya purana style thaa khuli gaayaki hoti thee koi beat nahin
yaani phir sthayi se tabla chalta hai shey\ar bolne ka andaaz hota thaa
talat saab ka thanks for the rare ghazal uploaded