garaj barse, jab sawan
garaj barse, jab sawan
teri yaad sataye piya ho, piya ho
teri yaad sataye piya ho
mere sine me yaad teri palti rahe
is kadar mere sang tu chalti rahe
teri baato ki yaado me dubta raha
tere aane ki khwaishe main karta raha
teri yaad sataye piya ho, piya ho
teri yaad sataye piya ho
ab ke jo sawan barse
tere bin jo ye naina tarse
ab ke jo sawan barse
tere bin jo ye naina tarse
dur mujhse na tu rahna
dur mujhse na tu rahna
rakh lu tujhe aahe bhar ke
rakh lu tujhe aahe bhar ke
meri zindagi me aake
bhar de tu koi rang
berang zindagi ko hi jeeta raha
teri yaad sataye piya ho, piya ho
teri yaad sataye piya ho
yaado ke sahare me jeene ke bahane hai
jeene ke bahane hai
yaado ke sahare me jeene ke bahane hai
jeene ke bahane hai
tere hi irade hai
tere hi irado me chale meri saanse hai
apne gham jeeya to jyada marta raha
tere bin jeeya to, jyada marta raha
teri baato ki yaado me dubta raha
tere aane ki khwaishe main karta raha
teri yaad sataye piya ho, piya ho
teri yaad sataye piya ho