haan hai koi to wajah
to jeene ka maza yuun aane laga
yeh hawaaon mein hai kya
thoda sa jo naasha yuun chhaane laga
puchho na pucha mujhe kya hua hai
teri raahon mein aakar
puchho na pucha mujhe kya milega
teri baahon mein aakar
yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
o raama yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
tode maine saare hi bandhan zamaane tere
todungi na main waada
aadha hissa mere to dil ki kahani ka tu
piya mein baaki aadha
dekho na dekho mujhe hua hai
teri yaadhon mein kho kar
puchho na puchho mujhe kya
milega teri baaton mein jeekar
yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
o raama yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
mere jaise laakho mile honge tujhko piya
mujhe to mila tu hi
tu hi mere hoton ki khilti huyi si hasi
gila bhi piya tu hi
dekho na dekho mujhe kya hua hai
tujhe sapno mein laakar
puchho na puchho mujhe kya
hua hai teri baaton mein aakar
yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
o raama yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
haan hai koi to wajah
to jeene ka maza yuun aane laga
yeh hawaaon mein hai kya
thoda sa jo naasha yuun chhaane laga
puchho na pucha mujhe kya hua hai
teri raahon mein aakar
puchho na pucha mujhe kya milega
teri baahon mein aakar
yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan
o raama yeh ishq haaye baithe bithaaye
jannat dikhaaye haan