prabhu kaam karana wo humse
jivan auro ka sanwar jaye
dil humse kisi ka dukhe na kabhi
jo chahe hum pe gujar jaye
prabhu kaam karana wo humse
prabhu kaam karana wo humse
jivan auro ka sanwar jaye
dil humse kisi ka dukhe na kabhi
dil humse kisi ka dukhe na kabhi
jo chahe hum pe gujar jaye
prabhu kaam karana wo humse
jivan auro ka sanwar jaye
apni bhulo ko bhule na hum
auro ki bhul kshama kar de
kaante chunkar har daman se
kaante chunkar har daman se
har daman phulo se bhar de
aarambh bhale hi bigda ho
aarambh bhale hi bigda ho
par ant humara sudhar jaye
dil humse kisi ka dukhe na kabhi
dil humse kisi ka dukhe na kabhi
jo chahe hum pe gujar jaye
prabhu kaam karana wo humse
jivan auro ka sanwar jaye
anyay ke aage jhuke na kabhi
apne pe na hum abhiman kare
sabke ander dekhe tujhko
sabke ander dekhe tujhko
sab dharmo ka samman kare
ho sacchai ke abhilashi
ho sacchai ke abhilashi
dhan daulat par na najar jaye
dil humse kisi ka dukhe na kabhi
dil humse kisi ka dukhe na kabhi
jo chahe hum pe gujar jaye
prabhu kaam karana wo humse
jivan auro ka sanwar jaye
hum swarth me sabse pichhe ho
aur tyag me sabse aage rahe
nafrat na kare dushman se bhi
nafrat na kare dushman se bhi
anurag me sabse aage rahe
jivan to dhanay usi ka hai
jivan to dhanay usi ka hai
jo aadarsho pe mar jaye
dil humse kisi ka dukhe na kabhi
dil humse kisi ka dukhe na kabhi
jo chahe hum pe gujar jaye
prabhu kaam karana wo humse
jivan auro ka sanwar jaye