Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.60 - 5 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Prem Ki Boli Bol - प्रेम की बोली बोल
karta dharta wo hi sabka wo hi ek karta
ek bada parivaar usi ka yeh sara sansaar

prem ki boli bol tu mukh se
prem ki boli bol tu mukh se
prem hi hai parmaatma kaun hai nicha kaun hai uncha
sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se
prem hi hai parmaatma kaun hai nicha kaun hai uncha
sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se

man mein jo prem ka deep jale
dur hate sab andhiyara akhand sansaar agyaan mite
faile gyan ka ujiyara faile gyan ka ujiyara
iss dharti se paap hate iss dharti se paap hate
aur chamke punay ki poornima
kaun hai nicha kaun hai uncha
sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se
prem hi hai parmaatma kaun hai nicha kaun hai uncha
sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se

jag mein wo sare dharam jhuthe
jo hum sab ko bharmaye
maanav dharam hi sachcha hai prem ki rah jo dikhlaye
prem ki rah jo dikhlaye ek dusre ki bhulon ko
ek dusre ki bhulon koprem bhaav se karo shama
kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma
prem ki boli bol tu mukh se prem hi hai parmaatma
kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma
kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma
kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma
kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma
lyrics of song Prem Ki Boli Bol
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sant Gyaneshwar (1982)
Surekha, Usha Solanki, Madan Puri, Dev Kumar, Bharat Bhushan, Rakesh PandeyBharat VyasShrikant TelangS N TripathiS V IyarSant Gyaneshwar at IMDB      Sant Gyaneshwar at YouTube     |    Sant Gyaneshwar at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type