jyot se jyot jagate chalo jyot se jyot jagate chalo
prem ki ganga bahate chalo prem ki ganga bahate chalo
rah me aye jo deen dukhi rah me aye jo deen dukhi
sabako gale se lagate chalo sabako gale se lagate chalo
prem ki ganga bahate chalo
kaun hai ucha kaun hai neecha sab me wohi samaya
bhed bhav ke jhuthe bharam me ye maanav bharmaya
dharam dhwaja dharam dhwaja fehraate chalo
prem ki ganga bahate chalo prem ki ganga bahate chalo
jyot se jyot jagate chalo jyot se jyot jagate chalo
prem ki ganga bahate chalo prem ki ganga bahate chalo
sare jag ke kan kan me hai divy amar ek aatma
ek brahm hai ek satya hai ek hi hai parmatma
prano se pran prano se pran milate chalo
prem ki ganga bahate chalo prem ki ganga bahate chalo
jyot se jyot jagate chalo jyot se jyot jagate chalo
prem ki ganga bahate chalo prem ki ganga bahate chalo
jyot se jyot jagate chalo jyot se jyot jagate chalo
prem ki ganga bahate chalo prem ki ganga bahate chalo
rah me aye jo deen dukhi rah me aye jo deen dukhi
sabako gale se lagate chalo sabako gale se lagate chalo
prem ki ganga bahate chalo
jiska na koi sangi sathi ishvar hai rakhavala
jo nirdhan hai jo nirbal hai vah hai prabhu ka pyara
pyar ke moti pyar ke moti lutate chalo
prem ki ganga bahate chalo prem ki ganga bahate chalo
asha tuti mamata ruthi chhut gaya hai kinara
band karo mat dwar daya ka de do kuchh to sahara
deep daya ka deep daya ka jalate chalo
prem ki ganga bahate chalo prem ki ganga bahate chalo
chhaya hai chharo aur adhera bhatak gai hai dishaye
manav ban baitha hai danav kisko vyatha sunae
dharati ko svarg dharati ko svarg banate chalo prem ki ganga
prem ki ganga bahate chalo prem ki ganga bahate chalo
jyot se jyot jagate chalo jyot se jyot jagate chalo
prem ki ganga bahate chalo prem ki ganga bahate chalo
jyot se jyot jagate chalo jyot se jyot jagate chalo
prem ki ganga prem ki ganga bahate chalo
dharti ko swarg banate chalo
prem ki ganga bahate chalo prem ki ganga bahate chalo
prem ki ganga bahate chalo prem ki ganga bahate chalo
भरत व्यास की एक और सशक्त रचना। लक्ष्मीकांत-प्यारे लाल ने शुरू में ही
संभावनाएं जगा दी थीं। दोनों संस्करणों में उतना ही सुंदर,उतना ही लोकप्रिय।