hum dono milke kahin ghum ke aaye
barish me chalke, dono jhum ke naache
masti me aake, ko gaana gaaye
sari duniya ko, dono bhul hi jaye
ek duje ko hum dil ki baat bataye
ek duje ke hum dil me jagah banaye
pyar chahiye, palko ke niche hoga aashiya
tum hi to mere janeman ho
khushiyo se chamke, apne pyar ka jahan
parvat ke upar hai thandi hawaye
saagar ki lahre aao hume bulaye
dhadhkan ke niche khabo ke nagme
kuch tere sapne, kuch mere sapne
hum dono me se koi ruth gaya to
tum hume manao, hum tumhe manaye
pyar chahiye, palko ke niche hoga aashiya
tum hi to mere janeman ho
khushiyo se chamke, apne pyar ka jahan
suraj ki kirno ka hai jaise
aangan me aana jana
bhanwaro ke aane jane se hi
phulo ke muskurana