chal rahi hai rahe meri 
main bhi chal raha hu
main na janu ye dil hi 
jane kaha main ja raha hu
har taraf mehaki fijaye 
har sada mujhe bulaye
dil me mere kuchh ho raha hai 
aankho mein bhi halka nasha hai
sanso ne ye kuchh aise kaha hai
pyar hi to hai aur kya hai 
pyar hi to hai aur kya hai
jadu huwa hai kaisa jadu 
mehfil mein bhi dil na lage
tanhayi dulhan si lage 
khushabu ye bhini bhini khushabu
uska huwa aisa asar mehka mera jahan
apne lage sare najare 
sapne lage phir bhi ye sare
dil mein mere kuchh ho raha hai 
aankho mein bhi halka nasha hai
sanso ne ye kuchh aise kaha hai
pyar hi to hai aur kya hai 
pyar hi to hai aur kya hai
bate wo mithi mithi bate 
unhe sunate hi main kho jau
dil chahe unki ho jau 
rate wo thandi thandi rate
bas odhke so jau main 
taro ki ye chadar
najare kayi muhjhko hai ghere 
ninde meri sapne hai tere
chal rahi hai rahe meri 
main bhi chal raha hu
main na janu ye dil hi jane 
kaha main ja raha hu
har taraf mehaki fijaye 
har sada mujhe bulaye
uski najar ka hai asar 
khwabo se ham jud gaye
rioshta naya hai ye koi 
na main janu na wo jane
dil mein mere kuchh ho raha hai 
aankho mein bhi halka nasha hai
sanso ne ye kuchh aise kaha hai 
pyar hi to hai aur kya hai
dil ne mere aankho ne bhi 
sanso ne ye kuchh aise kaha hai
pyar hi to hai aur kya hai