pyaar pyaar to sab kehte hai karta koi nahi
pyaar pyaar to sab kehte hai karta koi nahi
aur kahte hai mar jayenge marta koi mahi
paap se dar lagta hai sabko darta koi nahi
kahi wafa ka naam nahi hai sab matalab ke deewane
bujhi sama ke paas naa jaye aaj papi parwane
jhuthe sab jhuthe hai ye darde dil ke afsane
jakhm dilo mein sab dete hai bharta koi nahi
pyaar pyaar to sab kehte hai karta koi nahi
pyaar pyaar to sab kehte hai karta koi nahi
aisa ho milan mahbub mere
har sinat jawani chhai ho
kuchh hoke na ho meri duniya mein
ek aap ho aur tanhai ho
aankho mein nasha ho chaht ka
aanchal mein anokhi halchal ho
ham dono bhi bhige masti mein
jauvan se lipati malmal ho
aankho mein nasha ho chaht ka
aanchal mein anokhi halchal ho
ham dono bhi bhige masti mein
jauvan se lipati malmal ho
har bund se tan mein aag lage
kuchh aisi ghata gadrai ho
kuchh hoke na ho meri duniya mein