Lyrics of Pyar Gazab Ki Cheez Hai Jise Ho Jaye Bas Ho Jaye - प्यार गजब की चीज़ हैं जिसे हो जाये बस हो जाये
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye

dil diwana kho jaye ye dil diwana kho jaye
to toba toba ho jaye

dil diwana kho jaye ye
dil diwana kho jaye to toba toba ho jaye

dosto is zindagi ke hai ajab ye silsile
is tarah kis hal me dekho kaise hum tum mile

dil mera kahta hai tumse
dil mera kahta hai tumse dosti ab ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
dil diwana kho jaye ye dil diwana kho jaye
to toba toba ho jaye
pyar gazab ki chiz haijise ho jaye bas ho jaye
pyar ki ek dhun chhupi hai dil ke har ek tar me
saj dil ko chhedkar hum kho gaye hai pyar me

bas maza aa jaye jo
bas maza aa jaye jo mosam mastana ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
dil diwana kho jaye ye
dil diwana kho jaye to toba toba ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
mastiyo me dub jaye kah raha hai ye sama
kal na jane hum kaha honge na jane tum kaha

kon jane kab kaha kon jane kab kaha
koi kis jagah pe kho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
dil diwana kho jaye ye
dil diwana kho jaye to toba toba ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
dil diwana kho jaye ye
dil diwana kho jaye to toba toba ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
beautiful lyrics! this song brought memories of Mohamed rafi. vipin
sachdeva sang this very well. excellent picturisation!