pyar ke dusman kab tak denge dilwalo ko dhokha
aise gunehgaro ke gunaho ka bhi faisala
julme sitam ke tang se mohabbat dilo ki kam na hogi
mere jogi dilbar jogi mere jogi dilbar jogi

jogi mere jogi mere jogi dilbar jogi
ghungharu mere toote to kya tootega na ye hausla
hona hai jo anjam ho anjam ki parwaah kya
dil ke dusman kya jane takat hum dil walo ki
mere jogi dilbar jogi mere jogi dilbar jogi
pyar ke dusman kab tak denge dilwalo ko dhokha
aise gunehgaro ke gunaho ka bhi faisala
julme sitam ke tang se mohabbat dilo ki kam na hogi
mere jogi dilbar jogi mere jogi dilbar jogi
dharti jale ya asmaan jal ke dhua ho to jaha
sholo me to jal na sake diwane ki chahat yaha
apni aag me jal jayenge saare jaalim dhongi
mere jogi dilbar jogi mere jogi dilbar jogi
pyar ke dusman kab tak denge dilwalo ko dhokha
aise gunehgaro ke gunaho ka bhi faisala
julme sitam ke tang se mohabbat dilo ki kam na hogi
mere jogi dilbar jogi mere jogi dilbar jogi
mere liye sab kuch hai tu mere liye sab kuch hai tu
kho ke tujhe jeena nahi dil ne meri li hai kasam
tu jo nahi main bhi nahi
jaan agar jani hai to jayegi hum dono ki
mere jogi dilbar jogi mere jogi dilbar jogi
pyar ke dusman kab tak denge dilwale ko dhokha
aise gunehgaro ke gunaho ka bhi faisala
julme sitam ke tang se mohabbat dilo se kam na hogi
mere jogi dilbar jogi mere jogi dilbar jogi
mere jogi dilbar jogi jogi jogi
mere jogi dilbar jogi