Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Raj Babbar
Video of this song from youtube
Lyrics of Pyar Ki Duniya Tu Dil Ki Tamnna Tu - प्यार की दुनिया तू दिल की तमन्ना तू
pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu
pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu
jine ka bahana hai, sapna suhana hai
jine ka bahana hai, sapna suhana hai
pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu
pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu

hum pe dil kisliye aa gaya
chulbulapan tera bha gaya
hum pe dil kisliye aa gaya
chulbulapan tera bha gaya
tu hi wo khazana hai
dil jiska diwana hai
jine ka bahana hai, sapna suhana hai
pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu
pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu

chahiye aur kya yaar se
rakhna bas tu mujhe pyar se
chahiye aur kya yaar se
rakhna bas tu mujhe pyar se
tere ghar hi jana hai
jake phir na aana hai
jine ka bahana hai, sapna suhana hai
pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu
pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu
jine ka bahana hai, sapna suhana hai
jine ka bahana hai, sapna suhana hai
pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu
pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu
lyrics of song Pyar Ki Duniya Tu Dil Ki Tamnna Tu
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Kanoon Ki Zanjeer (1991)
Dharmendra, Jaya Prada, Swapna, Raj Babbar, Preeti Sapru, Shakti KapoorP LakshmanA Shree Ram ReddyKanoon Ki Zanjeer at IMDB      Kanoon Ki Zanjeer at YouTube     |    Kanoon Ki Zanjeer at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type