pyar me aaj had se gujar jayenge
ye na samjho ke duniya se darr jayenge
pyar me aaj had se gujar ajyenge
ye na samjho ke duniya se darr jayenge
ham gujar jayenge
aaj taqdeer ka hai faisla janewafa
jeet ki kisko khabar haar ka kisko pata
pyar karna hai khata hai to khatadar hai ham
teer khane ke liye aaj taiyar hai ham
pyar karna hai khata hai to khatadar hai ham
teer khane ke liye aaj taiyar hai ham
ae mohabbat teri laaj ke vaste
ham lahu mang men apni bhar jayenge
ye na samjho ke duniya se darr jayenge
pyar me aaj had se gujar ajyenge
ye na samjho ke duniya se darr jayenge
haan gujar jayenge
ye jahan kuch bhi kahe pyar ka naam rahe
hamne ek tere liye kitne kitne iljham sahe
chhut gaya sath tera aur tanhai mili
tumko malum nahi kitni rusvai mili
chut gaya sath tera aur tanhai mili
tumko malum nahi kitni rusvai mili
juda daman tera hamse chuta to
ham teri chahat me bemaut mar jayenge
teri chahat me bemaut mar jayenge
ye na samjho ke duniya se darr jayenge
pyar me aaj had se gujar ajyenge
ye na samjho ke duniya se darr jayenge
haan gujar jayenge
Behtreen geet he jo aapne diya. Suman I like her voice.Abhi bhi bahut se
geet aise hein jinki talaash he Suman ji ke.