ek dard sabhi ko hota hai
ek marj sabhi kao hota hai
dil na ro ae dil na ro
ek dard sabhi ko hota hai
ek marj sabhi kao hota hai
dil na ro ae dil na ro
tere sath ye aasma rota hai
ek dard sabhi ko hota hai
dil na ro ae dil na ro
kaun kahata hai sabko gam nahi hai
ha ye kaho ki sabki aankhe nam nahi
bhari mahfil mein dil hansta hai
tanhai meinrota hai
bhari mahfil mein dil hansta hai
tanhai meinrota hai
kisi ko yaad karna bhi bada dushwar hota hai
kaun kahta hai sabko gam nahi hai
ha ye kaho ki sabki aankhe nam nahi
tanhai mein chupke se ro lete hai
gam ka jahar pee peeke ji lete hai
dil na ro o dil na ro
yahi jashn sabhi ka hota hai
ek dard sabhi ko hota hai
dil na ro ae dil na ro
dushwariya sabhi ki jindagi mein hai
majburiya sabhi ki jindagi mein hai
tadpata rahe jo sari umar wo
ek vyakaya sabhi ki jindagi mein hai
dil na ro o dil na ro
yahi kahar sabhi pe hota hai
ek dard sabhi ko hota hai
dil na ro ae dil na ro