dekha jo tujhe maine ye kya ho gaya
barso jo hua na tha, ek pal me ho gaya
nazre mili dil guftagu karne lage kuch is tarah
hum sochte hi reh gaye aur pyar ho gaya
raabta tujhse raha pichhale janam mera koi
dekhte hi dil ne kaha tu hai mera, begana nahi

ho chori se hame nihare, zulfe jaise woh sanware
kaatilana uski hai adaa
nigaahe zara sambhalo, dil pe mere kuch reham ho
mera dil bhi mera na raha
ab raat din aur chaaro peher, is zamin pe meri jannat hai
is baat ka humko gurur hai, main tera hu tu meri hai
nazre mili dil guftagu karne lage kuch is tarah
hum sochte hi reh gaye aur pyar ho gaya
raabta tujhse raha pichhale janam mera koi
dekhte hi dil ne kaha tu hai mera, begana nahi
raabta tujhse raha pichhale janam mera koi
dekhte hi dil ne kaha tu hai mera, begana nahi
haal-e-dil tumhe batana, begana sa ab zamana
fursat hai tumse ab kaha
jabse mujhko tum mile ho, zindagi meri tumhi ho
rab se bhi maangu ab main kya
zindagi roshan tujhse, noor-e-jahan tu mera hai
tu dua hai meri jaan le, tu hi to meri mannat hai