chhal se yaa paakhand se, tijori bhar rahe
aur kiten asli chehre
nakli chehre dhar rahe
chal se ye paakhand se, tijori bhar rahe
din me ujle bante hain, raato ke syaahi rahe
mira mariyam ke ijjat, ke saude kar rahe
bahut huye hain patit hame uddhaan chahiye
styam shivan sundaram ka maan chahiye
gaandhi ji ke sapno, ka jahan chahiye
gaandhi ji ke sapno, ka jahan chahiye
are mujhko raam wala, hindustan chahiye
mujhko raam wala, hindustan chahiye
are apnpno se apno ke, vare nyare hain yaha
aasvashano ke, chand taare hain yaha
har gali chaurahe, bhashan ki dukane
rotiyo ke naam pe, bas naare hain yaha
na bhashan na naro ke uddhyaan chahiye
bhukhi aanto ko do mutthi dhaan chahiye
gaandhi ji ke sapno, ka jahan chahiye
gaandhi ji ke sapno, ka jahan chahiye
are mujhko raam wala, hindustan chahiye
mujhko raam wala, hindustan chahiye
raam wala hindustan, raam wala hindustan
hamko raam wala, hindustan chahiye
hamko raam wala, hindustan chahiye
are shoshan hain punji ka, atyaachar faila hain
sevaao me rishvat ka, vyapaar faila hain
har file ke vich me, chandi ki divare
naukar se afsar tak, bhrshtaachar faila hain
bhrshtachaari tamko sab dinmaan chahiye
tamso maa jyotirgamay ka gyaan chahiye
gaandhi ji ke sapno, ka jahan chahiye
gaandhi ji ke sapno, ka jahan chahiye
are mujhko raam wala, hindustan chahiye
mujhko raam wala, hindustan chahiye
raam wala hindustan, raam wala hindustan
hamko raam wala, hindustan chahiye
hamko raam wala, hindustan chahiye
o o hamko raam wala, hindustan chahiye
raam wala hindustan
o hamko raam wala, hindustan chahiye
raam wala hindustan
hamko raam wala, hindustan chahiye
raam wala hindustan
hindustan hindustan hindustan hindustan
mujhko raam wala, hindustan chahiye
mujhko raam wala, hindustan chahiye
hindustan hindustan hindustan hindustan
mujhko raam wala, hindustan chahiye
very good song.video is also good.but i agree with
Aashish...Roop Kumar ji ki awaaz is gaane ko suit nahi kar rahi hai...