raat khamosh thi gungunate rahe
raat khamosh thi gungunate rahe
ajnabi saher ke ajnabi raste
ajnabi tha main apna banate rahe
ajnabi tha main apna banate rahe
ajnabi saher ke ajnabi raste
raat khamosh thi gungunate rahe
koi sathi koi humsafar na mila
saher anjaan tha uska ghar na mila
koi sathi koi humsafar na mila
saher anjaan tha uska ghar na mila
paas aate rahe door jaate rahe
paas aate rahe door jaate rahe
ajnabi saher ke ajnabi raste
raat khamosh thi gungunate rahen
suni aakho me kante khatakte rahe
dard sine me leke bhatkate rahe
suni aakho me kante khatakte rahe
dard sine me leke bhatkate rahe
raat bhar teri baate sunate rahe
raat bhar teri baate sunate rahe
ajnabi saher ke ajnabi raste
raat khamosh thi gungunate rahe
usaki sanso ki garmi fazaao me thi
usaki zulfo ki khusboo hawao me thi
usaki sanso ki garmi fazaao me thi
usaki zulfo ki khusboo hawao me thi
hum bhi shero me raste sajate rahe
hum bhi shero me raste sajate rahe
ajnabi saher ke ajnabi raste
raat khamosh thi gungunate rahe
raat khamosh thi gungunate rahe
ajnabi saher ke ajnabi raste
ajnabi tha main apna banate hai
ajnabi tha main apna banate hai
ajnabi saher ke ajnabi raste
raat khamosh thi gungunate rahe