Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Raat Ki Hatheli Par
3.86 - 22 votes
Kareena Kapoor, Abhishek BachchanSad Songs
Video of this song from youtube
Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.

You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=WikEqJdxpJg

https://www.youtube.com/watch?v=4GIPo5d4aCM

https://www.youtube.com/watch?v=BMQ9mQ0G5Wg

Lyrics of Raat Ki Hatheli Par - रात की हथेली पर
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai
uski narm kirno me tumko dekhta hu to
dil dhadak sa jaata hai
dil dhadak sa jaata hai
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai

tum kahan se aayi ho kis nagar ko jaaogi
tum kahan se aayi ho kis nagar ko jaaogi
sochta hu main hairaan chand jaisa yeh chehra
raat jaisi yeh julfe hain jagaaye sau armaan
ek nasha sa aankho me dhire dhire chhaata hai
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai
uski narm kirno me tumko dekhta hu to
dil dhadak sa jaata hai
dil dhadak sa jaata hai
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai

meri is tanhai me mere is virane me
meri is tanhai me mere is virane me
rang leke tum aayi phir bhi sochta hu main
kya yahan tum sach much ho ya ho sirf parchhayi
khaab jaise banata hai aur tut jaata hai
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai
uski narm kirno me tumko dekhta hu to
dil dhadak sa jaata hai
dil dhadak sa jaata hai
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai
raat ki hatheli par chand jagmagaata hai
lyrics of song Raat Ki Hatheli Par
Comments on song "Raat Ki Hatheli Par"
SuperMusicindia on Wednesday, March 16, 2011
Raat Ki Hatheli Par Album: Refugee Year: 2000 Music: Anu Malik Director: J.
P. Dutta Singers: Udit Narayan, Chorus, Javed Akhtar Starring: Abhishek
Bachchan, Kareena Kapoor, Jackie Shroff, Sunil Shetty, Anupam Kher Label:
Saregama
Kem Bhulu Tane - Pari tu muskura on Tuesday, August 04, 2015
*tum kaha se aai ho, kis nagar ko jaaogi, soch ta hu me heran,*
*chand jesa ye chahera, raat jesi ye julfe, he jagaye so arman,*
ek nasa sa aankhome dhire dhire cha jaa taha he

*awesome words*
dafarqet on Tuesday, April 27, 2010
Mere Is Tanhai Mein, Mere Is berane mein.. Range Leke Tum Ayi.. very nice said.. If u Love someone you'll get the same feeling.,,
Poonam Patel on Friday, April 29, 2011
@SuperMusicindia : Singers : ++ Alka yagnik. Without her alaap, this song
will be 50% less beautiful (in my opinion).
Jankijan Janki on Wednesday, July 30, 2014
jitni bar sunta utna maza a raha he ... i love it and specially
innocence of KAREENA KAPOOR ,,,, superb
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Refugee (2000)
Jackie Shroff, Suniel Shetty, Anupam Kher, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor, Shadaab Khan, Mukesh Tiwari, Sudesh Berry, Avtar Gill, Puneet Issar, Aashish Vidyarthi, Kulbhushan Kharbanda, Reena Roy, Vishwajeet PradhanAlka Yagnik, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Sukhwinder Singh, Udit NarayanJaved AkhtarAnu MalikJ P DuttaJ P DuttaRefugee at IMDB      Refugee at WikipediaRefugee at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type