Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.40 - 5 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Raat Zulm Ki Kat Jayegi - रात जुल्म की कट जायेगी
rat zulm ki kat jayegi
bhagega andhiyara, dur nahi ujiyara
rat zulm ki kat jayegi
bhagega andhiyara, dur nahi ujiyara
dur nahi ujiyara
rat zulm ki kat jayegi
bhagega andhiyara, dur nahi ujiyara
dur nahi ujiyara

tufano ke bich desh ka tu hi hai dhurvtara
tu aazadi ki kashti ka keval ek sahara
andhiyari raho par tune
andhiyari raho par tune
chalkar yahi pukara, dur nahi ujiyara

zalim ki hasti ko tune
aage bhad dhitkara
teri kurbani ne soye viro ko lalkara
sun lo sadiya yaad karegi
sun lo sadiya yaad karegi
tera zohar pyara, dur nahi ujiyara
rat zulm ki kat jayegi
bhagega andhiyara, dur nahi ujiyara
dur nahi ujiyara

amar shahid chita par teri
laga rahega mela
tune apne khun se likha
ye itihash sunhara
ye itihash sunhara
gaye firangi ab leharaya
ye arman tumhara, aaj hua ujiyara
vandematram vandematram
vandematram vandematram
lyrics of song Raat Zulm Ki Kat Jayegi
Comments on song "Raat Zulm Ki Kat Jayegi"
TheDeepakp on Saturday, April 05, 2014
Film cast: Shivaji Ganesan, Padmini, B M Vyas, Gemini Ganeshan, Ragini
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Manna Dey, Suman Kalyanpur, Sudha
Malhotra, Usha Mangeshkar
Lyricist: Arjun
Music Director: Jamal Sen
Film Director: B R Panthalu
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Amar Shaheed (1960)
Shivaji Ganesan, Padmini, B M Vyas, Gemini Ganeshan, RaginiLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Manna Dey, Suman Kalyanpur, Sudha Malhotra, Usha MangeshkarArjunJamal SenB R PanthaluAmar Shaheed at IMDB      Amar Shaheed at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type