o suno re bhai
raja se bhikhari tak, chor se pujari tak
raani se kahari tak, aaye naseeb aajmaye
laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka

dilwalo ka khel hain babu, kismat vale khelenge

are maya hogi meherbaan, to jholi bhar bhar le lenge
bhale se juaari tak, panchhi se shikari tak
kangle se hazaari tak, aaye naseeb aajmaye
laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka
raja se bhikhari tak, chor se pujari tak
raani se kahari tak, aaye naseeb aajmaye
laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka
kismat tujhko dhund rahi hain, babu kyun sharmata hain

are pichhe pichhe rahne wala, pichhe hi rah jata hain
buddhu se khiladi tak, kuli se anadi tak
gali se pahadi tak, aaye naseeb aajmaye
laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka
raja se bhikhari tak, chor se pujari tak
raani se kahari tak, aaye naseeb aajmaye
laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka
der na kar matwale raja, samay gujrta jata hain

are ruth na jaye lakshmi rani, kaahe der lagata hain
bambe se katari tak, patli se bhari tak
fashionable nari tak, aaye naseeb aajmaye
laga le dav zindagi ka, bharosa nahi aadmi ka
aao bhai lagaau bhai