rang jama lo basti me
ke jhumo naacho re masti me
rang jama lo basti me
ke jhumo naacho re masti me
are jhukna na jane, darna na jane
hum wo diwane hai
badnaam hai hum mashur phir bhi
apne fasane hai
rang jama lo basti me
ke jhumo naacho re masti me
rang jama lo basti me
ke jhumo naacho re masti me
are jhukna na jane, darna na jane
hum wo diwane hai
are badnaam hai hum mashur phir bhi
apne fasane hai
gandi galiyo ne pala hume
thokaro ne sambhala hume
zindagi ke andhero ne bhi
kuch diya hai ujala hume
dosto apne gham jab lage humko kam
auro ke gham le liye
hey hey rang jama lo basti me
ke jhumo naacho re masti me
ae rang jama lo basti me
ke jhumo naacho re masti me
are jhukna na jane, darna na jane
hum wo diwane hai
o jhukna na jane, darna na jane
hum wo diwane hai
o humse bekar duniya dare
dil humare hai sikke khare
kud jate hai har aag me
sar hatheli pe apna dhare
dusra na koi ji sakega kabhi
hum jis ada se jeeye
hey hey rang jama lo basti me
ke jhumo naacho re masti me
ae rang jama lo basti me
ke jhumo naacho re masti me
are jhukna na jane, darna na jane
hum wo diwane hai
are jhukna na jane, darna na jane
hum wo diwane hai
o chahe kuch bhi zaman kahe
hum burai ke dushman rahe
rok lete hai daman hum
jab bhi aansu kisi ka bahe
hai yahi aarzu deke apna lahu
dilo ke jalaye deeye
hey hey rang jama lo basti me
ke jhumo naacho re masti me
ae rang jama lo basti me
ke jhumo naacho re masti me
jhukna na jane, darna na jane
hum wo diwane hai
badnaam hai hum mashur phir bhi
apne fasane hai
jhukna na jane, darna na jane
hum wo diwane hai
badnaam hai hum mashur phir bhi
apne fasane hai