rangat teri julfo ki ghatao ne churai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
khushbu tere aachal se hawao ne udai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
paimane ka dil tut na jaye to kahu main
paimane ka dil tut na jaye to kahu main
hai chij gajab ki jo nigaho ne pilai
hai chij gajab ki jo nigaho ne pilai
khushbu tere aachal se hawao ne udai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
kaidi teri julfo ka hai aajad jahan se
kaidi teri julfo ka hai aajad jahan se
mujhko ye rehai to sajao ne dilai
mujhko ye rehai to sajao ne dilai
khushbu tere aachal se hawao ne udai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
mana ke baharo ne khilaya hai gulo ko
mana ke baharo ne khilaya hai gulo ko
ulfat ki kali dil mein wafao ne khilai
ulfat ki kali dil mein wafao ne khilai
khushbu tere aachal se hawao ne udai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
tham tham ke barsana kabhi jam jam ke barsana
tham tham ke barsana kabhi jam jam ke barsana
sawan ko ada ye mere ashko ne sikhai
sawan ko ada ye mere ashko ne sikhai
khushbu tere aachal se hawao ne udai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
manjil pe pahunch ke nasim ahsas huaa hai
manjil pe pahunch ke nasim ahsas huaa hai
jis raah pe pahuncha vo kato ne dikhai
jis raah pe pahuncha vo kato ne dikhai
khushbu tere aachal se hawao ne udai
rangat teri julfo ki ghatao ne churai
ghatao ne churai ghatao ne churai