rind jo mujhko samajhte hain
unhe hoshh nahi
main kada farz hu main
main kada farz hu main
main kada farz hu main
main kada bardos nahi
rind jo mujhko samajhte hain
ye alag baat hai sathi
ye alag baat hai sathi
ki mujhe hoshh nahi
ye alag baat hai sathi
ki mujhe hoshh nahi
ye alag baat hai sathi
ki mujhe hoshh nahi
warna main kuch bhi hu
warna main kuch bhi hu
eshaan faramosh nahi
ye alag baat hai, baat hai
ye alag baat hai
ye alag baat hai sathi
ki mujhe hoshh nahi
warna main kuch bhi hu
eshaan faramosh nahi
ye alag baat hai
panw uth sakte nahi
panw uth sakte nahi
manjile jana ke kilaaf
panw uth sakte nahi
manjile jana ke kilaaf
aur agar hosh ki puchho
to mujhe hoshh nahi
aur agar hosh ki puchho
to mujhe hoshh nahi
aur agar hosh ki puchho
to mujhe hoshh nahi
ab to tasir e game ishq
yaha tak pahuchi
ab to tasir e game ishq
yaha tak pahuchi
ab to tasir e game ishq
yaha tak pahuchi
ki idhar agar hosh me hai
to udhar hosh nahi
ki idhar agar hosh me hai
to udhar hosh nahi
jo mujhe dekhta hai
jo mujhe dekhta hai
naam tera leta hai
jo mujhe dekhta hai
dekhta hai, jo mujhe dekhta hai
jo mujhe dekhta hai
naam tera leta hai
main to khamosh hu
halat meri khamosh nahi
main to khamosh hu
halat meri khamosh nahi
jo mujhe dekhta hai
naam tera leta hai
main to khamosh hu
halat meri khamosh nahi
main to khamosh hu
mahbe tasbeer hai to sab hain
magar ye idraak kaha hai
mahbe tasbeer hai to sab hain
magar ye idraak kaha hai
zindgi khud hi
zindgi khud hi ibadat hai
magar hosh nahi
zindgi khud hi ibadat hai
magar hosh nahi
zindgi khud hi ibadat hai
kabhi, kabhi ummad bhari aankho se
piya tha ek zaam
kabhi kabhi, kabhi kabhi
kabhi ummad
kabhi, kabhi ummad bhari aankho se
piya tha ek zaam
aaj tak hosh nahi, hosh nahi
aaj tak hosh nahi
milke ek baar
milke ek baar gaya hai
koi jis dil se jigar
ek baar gaya hai
ek baar, ek baar
milke ek baar
milke ek baar gaya hai
koi jis dil se jigar
milke ek baar
milke ek baar gaya hai
koi jis dil se jigar
mujhko ye vaham hai
mujhko ye vaham hai
shayad mera ab hosh nahi
mujhko ye vaham hai
shayad mera ab hosh nahi
mujhko ye vaham hai
ye alag baat hai
ki mujhko hosh nahi
warna main kuch hu
eshaan faramosh nahi
ye alag baat hai
Superb ghazal superb legend singer. Mufti