phulo sa mahke sada tera ghar sansar
ja beti ghar aapne, tohe ashish hajar
ro ke rula ke hath chhuda ke, tu to chali jayegi pardesh
ro ke rula ke hath chhuda ke, tu to chali jayegi pardesh
sukh me lipati is bela me, sukh me lipati is bela me
man pe lage kyu thes re, tu to chali jayegi pardesh
ro ke rula ke hath chhuda ke, tu to chali jayegi pardesh
babul ki muskan hai beti, mamta ki pahchan hai beti
mamta ki pahchan hai beti, aan hai beti, shan hai beti
jism hai babul jaan hai beti, jism hai babul jaan hai beti
khushiyo ki barsat waha ho, khusihyo ki barsat waha ho
jis ghar kare parwesh re, tu to chali jayegi pardesh
chali jayegi pardesh, chali jayegi pardesh, pardesh
tu to chali jayegi pardesh
mai tere aagan me babul char dino ko aayi
mai tere aagan me babul char dino ko aayi
mujhse kaisa moh ke mai to paida huyi parayi
beti to bas palan karti, beti to bas palan karti
babul ka aadesh re, tu to chali jayegi pardesh
ro ke rula ke hath chhuda ke tu to chali jayegi pardesh
doli chadh diya maariya heer chik babala
menu le chale, babala
le chale, ve babala, meri
gat car doli le chale, babala
menu rakh le babala le chale ve
chali jayegi, chali jayegi pardesh
pardesh, tu to chali jayegi pardesh
ro ke rula ke hath chhuda ke tu to chali jayegi pardesh
Reminds me of my sisters wedding film..