main roya bhi nahi par aansu beh rahe hai
badi shiddat se tujhe ye kuch keh rahe hai
main roya bhi nahi par aansu beh rahe hai
badi shiddat se tujhe ye kuch keh rahe hai
mujhe aadat bhi nahi, mujhe hasrat bhi nahi
tujhko maanga duaao me to mili ye kaisi saza hai
dil ko samjhau kya ye bata do zara
jab mera pyar hi mere sang na raha
ro raha hai dil teri chahat me
ro raha hai dil teri chahat me
main roya bhi nahi par aansu beh rahe hai
badi shiddat se tujhe ye kuch keh rahe hai
main roya bhi nahi
dil tujhko chaahe hamesha piya
chahat me khud ko kyu dhokha diya
aaj tanha main baitha waha pe, jaha tu mila tha kabhi
dil ko samjhau kya ye bata do zara
jab mera pyar hi mere sang na raha
ro raha hai dil teri chahat me
ro raha hai dil teri chahat me
main roya bhi nahi par aansu beh rahe hai
badi shiddat se tujhe ye kuch keh rahe hai
main roya bhi nahi
karta raha mai tera shukriya
wafa ko meri tune rusva kiya
aaj bhi hu mai badnam usi se jo mujhko mila bhi nahi
dil ko samjhau kya ye bata do zara
jab mera pyar hi mere sang na raha
ro raha hai dil teri chahat me
ro raha hai dil teri chahat me
main roya bhi nahi par aansu beh rahe hai
badi shiddat se tujhe ye kuch keh rahe hai
main roya bhi nahi, main roya bhi nahi