hey runghun ghuna runghun ghuna runghun ghuna ghun
brij bhumi me gunj rahi hai sun bansi ki dhun

dholi dhola dhol baje re payal chham chham bol baje re
man mohan ke sang rachi hai ras
pariti ki barkha barse re naino se anand chhalke re
hari prem me dubo nacho aaj
divya hai shri hari puran hai shri hari
divya ye nritya hai satya hai shri hari

bhakti ke hai ras kayi priti ke hai ras kayi
gopiya ye divya hai bhakti me ras bas gayi
are baji re baji re murli ye baji lagi re lagi lagan aisi ye
nachi re nachi magan radha nachi lagi re lagi lagan aisi ye
hey runghun ghuna runghun ghuna runghun ghuna ghun
brij bhumi me gunj rahi hai sun bansi ki dhun
ek hai ras parhlad ke jaisa shant ras bhakti ka
duja hai hanuman ke jaisa das ras bhakti ka
tere rang me range ham sarovar mohan
swikar karlo ye bhakti hamari
pyare mitar sudama ka hai sakhay rash bhakti ka
mata yasoda ka nirmal vatsalya rang hai bhakti ka
gopiya ham hai sari madhur ras ki pyasi
bhuja do na kanha ye trishna hamari
are baji re baji re murli ye baji lagi re lagi lagan aisi ye
nachi re nachi magan radha nachi lagi re lagi lagan aisi ye
hey runghun ghuna runghun ghuna runghun ghuna ghun
brij bhumi me gunj rahi hai sun bansi ki dhun
dholi dhola dhol baje re payal chham chham bol baje re
man mohan ke sang rachi hai ras
pariti ki barkha barse re naino se anand chhalke re
hari prem me dubo nacho aaj
divya hai shri hari puran hai shri hari
divya ye nritya hai satya hai shri hari
hey runghun ghuna runghun ghuna runghun ghuna ghun
brij bhumi me gunj rahi hai sun bansi ki dhun
hey runghun ghuna runghun ghuna runghun ghuna ghun
brij bhumi me gunj rahi hai sun bansi ki dhun
Awesomely good composition of Shantanu da. Shreya di toooo much good. But,
best part of this song is BABUL DA's starting part. 'BAJI RE BAJI RE MORLI
EH BAJI.' . Sounding too good. .