roshni roshni hain
subah ki roshni
subah ka nur hai ye
dhup ki roshni
umeedein jab jagati hai
sab khilati hain roshni
khwaabon se jo uthaati hai
to bulati hai
doston pukaro
dhup ko utaaro
roshni hain yaaron
raah mein kahi jo
shaam ho gayi to
dil jalana yaaron
roshni hai
roshni do, roshni do, roshni do
aasman aasman hai
ye zameen hai zameen
laakh barse aasman ye
zindagi hai yahin
sadiyon ka ye yaarana hai
dostana hai zindagi
sadiyon ne isko paala hai
ye ujaala hain
doston pukaro
dhup ko utaaro
roshni hain yaaron
raah mein kahi jo
shaam ho gayi to
dil jalana yaaron
roshni do zindagi ko
roshni do zindagi ko
daana daana beejenge zindagi
ho katra katra seechenge zindagi
zindagi chalte rehna hai
phalte rehna hai
zindagi roshni do, zindagi ko
zindagi palte rehna hai
phalte rehna hai
doston pukaro
dhup ko utaaro
roshni hain yaaron
sehti rehti hain ye
behti rehti hain ye
kehti rehti hain ye
raah mein kahi jo
shaam ho gayi to
dil jalana yaaron
doston pukaro
dhup ko utaaro
roshni hain yaaron
roshni do zindagi ko
roshni do zindagi ko
roshni do roshni do
roshni do zindagi ko
roshni do zindagi ko
roshni do
roshni do zindagi ko