badale mousam bikhri yade 
kal ki kurba sili baate 
naino mein ye bunde rahati 
rimjhim barse man ka badal 
kuchh dekha andekha suna ansuna
dekha andekha suna ansuna
ruka raha ruka raha ruka raha ruka raha 
kisi dopahar dhup ka kahar 
kisi sham palako ko tham 
surma kajal raat ka aanchal
thode sapane na hai apne
kuchh dekha andekha suna ansuna
dekha andekha suna ansuna
ruka raha ruka raha ruka raha ruka raha 
apni dhun mein ghirta sagar
sukhe patte gili chadar 
kuchh dekha andekha suna ansuna
dekha andekha suna ansuna
ruka raha ruka raha ruka raha ruka raha 
kuchh dekha andekha suna ansuna
dekha andekha suna ansuna
ruka raha ruka raha ruka raha ruka raha 
aansu ban bah jata hai pav main rah jata hai
aansu ban bah jata hai pav main rah jata hai