Lyrics of Ruke Na Jo Jhuke Na Jo, Mite Na Jo Dabe Na Jo - रुके ना जो झुके ना जो, मिटे ना जो दबे ना जो
ruke na jo jhuke na jo
mite na jo dabe na jo
hum wo inkalab hai
hum wo inkalab hai
julm ka jawab hai
julm ka jawab hai
har garib har shahid
ka hum hi to khwab hai
ruke na jo
ruke na jo jhuke na jo
mite na jo dabe na jo
hum wo inkalab hai
hum wo inkalab hai
julm ka jawab hai
julm ka jawab hai
har garib har shahid
ka hum hi to khwab hai
ruke na jo
hum mita ke hi rahenge majhabo ke raaj ko
takht aur taaj ko kal ke liye aaj ko
kal ke liye aaj ko
kal ke liye aaj ko
jisme unch nich ho aise har samaj ko
hum badalte hi rahe hai waqt ke mijaj ko
waqt ke mijaj ko
waqt ke mijaj ko
kranti ke
kranti ke raag hai junglo ki aag hai
samne jo aayega jalayenge mitayenge
ruke na jo
ruke na jo jhuke na jo
mite na jo dabe na jo
hum wo inkalab hai
hum wo inkalab hai
julm ka jawab hai
julm ka jawab hai
har garib har shahid
ka hum hi to khwab hai
ruke na jo
lag rahe isliye ke pyar jag me jee sake
pyar jag me jee sake pyar jag me jee sake
aadmi ka khun koi aadmi na pee sake
aadmi na pee sake
aadmi na pee sake
dhram ke
dhram ke desh ke bhasha aur bhesh ke
bhed hum mitayenge samanta ko layenge
ruke na jo
ruke na jo jhuke na jo
mite na jo dabe na jo
hum wo inkalab hai
hum wo inkalab hai
julm ka jawab hai
julm ka jawab hai
har garib har shahid
ka hum hi to khwab hai
ruke na jo
jante nahi hai fark hindu musalman ka
mante hai rishta hum insaan se insaan ka
insaan se insaan ka
insaan se insaan ka
hukum chal sakega nahi julmi hukumran ka
sare jag pe haq humara
hum pe haq jahan ka
hum pe haq jahan ka
hum pe haq jahan ka
garib ko
garib ko jagayenge garibi ko hatayenge
ekta ke jor pe kisi se bhi lad jayenge
ruke na jo
ruke na jo jhuke na jo
mite na jo dabe na jo
hum wo inkalab hai
hum wo inkalab hai
julm ka jawab hai
julm ka jawab hai
har garib har shahid
ka hum hi to khwab hai
ruke na jo jhuke na jo
mite na jo
"RUKEY no jo, ZUKEY na jo, MITEY na jo, hum vo INQUILAB hain, ZULM ka
JAWAAB hain, HAR GARIB, HAR SHAHID ka humhi toh KHWAAB hain. RUKEY na jo.
Hum MITAATE hi rahenge MAZHABO ke raj ko,TAKHT AUR TAJ ko, kal ke liye aaj
ko, jis me oonch neech ho aise har samaj ko( (bangla-1971 me mazhab+oonch
neech ka kahaan prashn tha, bhai?Swabhiman+atyachar+loot ka hi prashn
tha.Ye geet lekhako k andhepan+buddhi-heenta+daaridrya+daastaa nahin hai
toh anya kya hai?)hum BADALTE hi rahey hain WAQT ke MIZAAJ ko...