ajab aalam sa dil pe chha raha hai
hasi jaise koi sharma raha hai
teri julfe parisha hai hawa se
ke parcham husn ka lahra raha hai
rukh se julf jab sarke
rukh se julf jab sarke dilkashi to hoti hai

dilkashi to hoti hai
rukh se julf jab sarke dilkashi to hoti hai
rukh se julf jab sarke dilkashi to hoti hai
rukh se julf jab sarke dilkashi to hoti hai
chand ke nikalne se
chand ke nikalne se chandni to hoti hai
chand ke nikalne se chandni to hoti hai
chand ke nikalne se chandni to hoti hai
kya hua hasino se agar wafa nahi hoti
kya hua hasino se agar wafa nahi hoti
dosto har insa me
dosto har insa me kuch kami to hoti hai
dosto har insa me kuch kami to hoti hai
aur kuch na ho raahid did husn walo ki
aur kuch na ho raahid did husn walo ki
ishq ki nigaho me
ishq ki nigaho me bandgi to hoti hai
ishq ki nigaho me
ishq ki nigaho me bandgi to hoti hai
ishq ki nigaho me bandgi to hoti hai
jab wo tar batar honge
honge har taraf jalwe
jab wo tar batar honge
honge har taraf jalwe
shama jab bhi roshan ho
shama jab bhi roshan ho roshni to hoti hai

aadmi nu maarti hai jaalimo ki ek duniya

aadmi ki surat me
aadmi ki surat me aadmi to hoti hai