ruth kar jane wali matwali sun to 
ruk jaa jara sun to 
ruth kar jane wali matwali sun to 
ruk jaa jara sun to ho jara sun to 
meri jaan kuch to kaho 
meri jaan kuch to kaho 
tum bhi lut gaye aur ham bhi lut gaye 
pyaar ho gaya dono hi lut gaye 
aji pyar ki hoti hai yahi nishani
munh par na na munh par na na 
par aankho mein ha ha ho ho ha ha 
ruth kar jane wali matwali sun to 
ruk jaa jara sun to 
kab tak dhokha dogi 
dhokhe mein rakhogi mujhko
naa rakh dhokhe mein mujhko 
kab tak dhokha dogi 
dhokhe mein rakhogi mujhko
naa rakh dhokhe mein mujhko 
dil ko itna kaahe sataao 
dil ki baat jabaa tak laao 
o pyari o pyari
aakhir kab tak ham se parda 
samjh gaye teri naa mein ha